Bhagavad Gita 10.6 Adhyay 10, Shlok 6
महर्षयः सप्त पूर्वे चत्वारो मनवस्तथा ।
मद्भावा मानसा जाता येषां लोक इमाः प्रजाः ॥१०.६॥
maharṣayaḥ sapta pūrve catvāro manavastathā
madbhāvā mānasā jātā yeṣāṃ loka imāḥ prajāḥ
Bhavarth (Hinglish)
Saat maharshi, unse pehle ke chaar (Sanakadi) aur chaudah Manu mere hi bhaav se, mere sankalp se utpann hue hain, jinse sansaar ki ye saari praja hui hai.
Bhajan Dhun ka naya likha bhavarth — vidwanon dwara samiksha jaari hai.
Sandarbh: Shrimad Bhagavad Gita 10.6 (Adhyay 10, Vibhuti Yog, Shlok 6)
