Adhyay 14 · Guntray Vibhag Yog
Bhagavad Gita 14.4 Adhyay 14, Shlok 4
सर्वयोनिषु कौन्तेय मूर्तयः सम्भवन्ति याः ।
तासां ब्रह्म महद्योनिरहं बीजप्रदः पिता ॥१४.४॥
sarvayoniṣu kaunteya mūrtayaḥ sambhavanti yāḥ
tāsāṃ brahma mahadyonirahaṃ bījapradaḥ pitā
Bhavarth (Hinglish)
He Kaunteya! Sab yoniyon mein jo bhi shareer utpann hote hain, un sabki mata Mahat-Brahm (prakriti) hai aur main beej dene wala pita hoon.
Bhajan Dhun ka naya likha bhavarth — vidwanon dwara samiksha jaari hai.
Sandarbh: Shrimad Bhagavad Gita 14.4 (Adhyay 14, Guntray Vibhag Yog, Shlok 4)
