Adhyay 17 · Shraddhatray Vibhag Yog
Bhagavad Gita 17.16 Adhyay 17, Shlok 16
मनःप्रसादः सौम्यत्वं मौनमात्मविनिग्रहः ।
भावसंशुद्धिरित्येतत्तपो मानसमुच्यते ॥१७.१६॥
manaḥprasādaḥ saumyatvaṃ maunamātmavinigrahaḥ
bhāvasaṃśuddhirityetattapo mānasamucyate
Bhavarth (Hinglish)
Mann ki prasannata, saumyata, maun (mann ki shanti), mann ka sanyam aur bhaavon ki shuddhata — ye mann ka tap kehlata hai.
Bhajan Dhun ka naya likha bhavarth — vidwanon dwara samiksha jaari hai.
Sandarbh: Shrimad Bhagavad Gita 17.16 (Adhyay 17, Shraddhatray Vibhag Yog, Shlok 16)
