Bhagavad Gita 18.48 Adhyay 18, Shlok 48
सहजं कर्म कौन्तेय सदोषमपि न त्यजेत् ।
सर्वारम्भा हि दोषेण धूमेनाग्निरिवावृताः ॥१८.४८॥
sahajaṃ karma kaunteya sadoṣamapi na tyajet
sarvārambhā hi doṣeṇa dhūmenāgnirivāvṛtāḥ
Bhavarth (Hinglish)
He Kaunteya! Apna sahaj (swabhavik) karm dosh-yukt ho, tab bhi use nahi chhodna chahiye, kyonki jaise dhuen se agni, waise hi sab karm kisi na kisi dosh se dhake rehte hain.
Bhajan Dhun ka naya likha bhavarth — vidwanon dwara samiksha jaari hai.
Sandarbh: Shrimad Bhagavad Gita 18.48 (Adhyay 18, Moksh Sannyas Yog, Shlok 48)
