Bhagavad Gita 3.2 Adhyay 3, Shlok 2
व्यामिश्रेणेव वाक्येन बुद्धिं मोहयसीव मे ।
तदेकं वद निश्चित्य येन श्रेयोऽहमाप्नुयाम् ॥३.२॥
vyāmiśreṇeva vākyena buddhiṃ mohayasīva me
tadekaṃ vada niścitya yena śreyo'hamāpnuyām
Bhavarth (Hinglish)
Aapke mile-jule se lagne wale vachanon se meri buddhi ulajh rahi hai. Isliye nishchit karke woh ek baat bataiye jisse mera kalyan ho.
Bhajan Dhun ka naya likha bhavarth — vidwanon dwara samiksha jaari hai.
Sandarbh: Shrimad Bhagavad Gita 3.2 (Adhyay 3, Karm Yog, Shlok 2)
